Ads 468x60px

twitterfacebookgoogle pluslinkedinrss feedemail

Wednesday, 1 August 2012



1.Humain Khabar Hay M0habbat K Sub Thikano Ki.
   Sharik_E_Jurm Na H0tay T0 Mukhbari Krtay.

2.Baat To Sirf Chahat Aur Khuloos-E-Niyat Ki Hoti Hai.
   Warna "HUM" Or "HUMSAFAR" Shuru Aik Hi HARF Se Hotey Hain.


3.Jahan Dekho Haseeno'n Ka Hai Majmua Hy.
   Na Jannat In Se Khali Hai, Na Dozakh In Se Khali Hai.


4.Mareezan-e-Mohabbat Ko Faqat Deedar Kafi Hai*
   Hazaaron Tibb K Nuskhon Se Nigah-e-Yaar Kafi Hai.


5.Marna To Is Jahan Main Koi Haadsa Nahi.
   Is Daor E Na'gawaar Main Jeena Kamaal Hai.


6.Bohat Mushkil Hai Har Chehry Say Dil K Raaz Parh Lena.
   Jin K Dil Tootay Huwe Hotay Hein,Woh Pehchaney Nhi Jatay.


7.Woh Bachpan Bhi Kitna Haseen Tha Jab Sar-e-aam roya krty thy.
   Ab Ek bi Aansoo Nikale To log Hazaron Sawal Karty Hain .


8.Kitna Mushkil Hai Ye Zindagi Ka Safar.
   Khuda Ne Mrna Haram Kiya, Logon Ne Jeena.


9.Gham me hasne walo ko kabhi rulaya nahi jata,
   lehro se pani ko hataya nahi jata,

10.hone wale ho jate hain khudhi dil se apne,
    kisi ko kehkar apna banaya nahi jata.


11.ßus Ye Na Kehna Ke Tum Mere Nahi Hö.
     ßaaki Har ßaat Tumhari Manzoor Hai Mujhko.


12.Iss Rang Badalti Duniyan Main Insaan Badaltay Rahtay Hain.
    Ghar Aik He Rehta Hai Mahmaan Badaltay Rehtay Hain.

13.Jiss Dil Main Khushian Basti Hain Wahin Ghum Ka Basira Hota Hai.
     Nadaan Mohabat karne walon Waloon K Arman Badalty Rahtay Hain.


14.Kahen Tum B Na Ban Jana Mazmoon Kisi Kitaab Ka .
     Log Barhe Shoq Sa Parhte Hain Kahaniyan Be Wafaon ki.


15.Harf_e_tasali ek takalluf, rishton ki dunya jhoti.
    tanhai apni apni hai jis ka dard usi ka dard.

No comments:

Post a Comment